About this topic

  • Posted by Irum 1 year ago. There are 7 posts. The latest reply is from Irum.

No tags yet.

  1. Salaamz Everyone
    In this topic you can submit all the lyrics of Milad Raza Qadris that are not already on the website

  2. Here are the lyrics to Beykhud Kiyay Dete Hain by Milad Raza Qadri
    ENJOY!! =)

    Beykhud kiyay dete hein andaaz hijaabana x2
    Aa dil main tujhe rak loon ey jalwa-e-jaanana x2
    Beykhud kiyay dete hein

    Jee chahta hey tofay main beyjoon main unhain ankain x2
    Darshan ka to darshan ho nazranain ka nazrana x2

    Beykhud kiyay dete hein andaaz hijaabana
    Beykhud kiyay dete hein

    Itna to karam karna ey chashm-e-kareemana x2
    Jab jaan labon par ho tum saamnain aajana x2

    Beykhud kiyay dete hein andaaz hijaabana
    Beykhud kiyay dete hein

    Mein hosh hawas apnay is baat pey ko beta x2
    hans kar jo kaha tu nay yeh hey mera deewana x2

    Beykhud kiyay dete hein andaaz hijaabana
    Beykhud kiyay dete hein

    Jis ja nazar aatay ho sajday woheen kartee hoon x2
    Is say naheen kuch matlab kaaba ho ya bootkhana x2

    Beykhud kiyay dete hein andaaz hijaabana
    Beykhud kiyay dete hein

    Kyoon ank milaee thi kyoon baat baraaee thi x2
    Ab rukh ko chupa betey kar kay mujhey deewana x2

    Beykhud kiyay dete hein andaaz hijaabana
    Beykhud kiyay dete hein

    Peenay ko to pee loon gee par shart zara see hey x2
    Ajmer ka saqi ho baghdad ka mekhana x2

    Beykhud kiyay dete hein andaaz hijaabana
    Beykhud kiyay dete hein

    Bedum meree kismat kay sajday hein usee dar kay x2
    Chootah hey na chootay ga sang-e-dar-e-jaanana x2

    Beykhud kiyay dete hein andaaz hijaabana
    Beykhud kiyay dete hein

  3. Here are the lyrics to Tu Shahe Kubaan by Milad Raza Qadri
    ENJOY!! =)

    Tu shah-e-khubaan tu jaan-e-jaanan hey chehra umm-ul-kitaab tera x2
    na ban sakee hey na ban sakay ga misaal teree jawaab tera x2

    Tu sab sey awal tu sab sey akhir mila hey husn-e-dawaam tuj ko x2
    hey umr laakon baras kee teree magar hey taaza shabaab tera

    Tu shah-e-khubaan tu jaan-e-jaanan hey chehra umm-ul-kitaab tera

    Khuda kee gherat nain daal rakay hein tuj pey sattar hazaar pardhay x2
    jahan main laakon hee toor bantay jo ik be utt'ta hijaab tera

    Tu shah-e-khubaan tu jaan-e-jaanan hey chehra umm-ul-kitaab tera

    Ho mushq--ambar ya boo-e-jannat nazar main us kee hey bey haqeeqat x2
    mila hey jis ko mala hey jis nain paseena rashk-e-gulaab tera

    Tu shah-e-khubaan tu jaan-e-jaanan hey chehra umm-ul-kitaab tera

    Mein terey husn-o-bayaan kay sadqay mein teree meeti zubaan kay sadqay x2
    ba-rang-e-khushboo dilon pey utra hey kitna dil kush khitaab tera

    Tu shah-e-khubaan tu jaan-e-jaanan hey chehra umm-ul-kitaab tera

    Hey to bee saim ajeeb insaan jo khauf-e-mehshar sey hey harasaan x2
    arey tu jin kee hey naat parta wohee tho lain gay hisaab tera

    Tu shah-e-khubaan tu jaan-e-jaanan hey chehra umm-ul-kitaab tera x2
    na ban sakee hey na ban sakay ga misaal teree jawaab tera x2

  4. Here are the lyrics to Kivein Mukhre Tho Nazaran Hatawan by Milad Raza Qadri
    ENJOY!! =)

    Kivain mukhre tho nazran hatawan x2
    Kay teray wichoon Rab disda
    Jee karda main tenoon wekhi jawan x2
    Kay terey wichon Rub disda
    Rub disda
    Kay terey wichon Rub disda

    Sohnay terian duhayan har pasay nain x2
    Tere hath saday khushiyaan tey hasay nay x2
    Teray naam nal talan balawan x2
    Kay terey wichon Rab disda
    Rab disda
    Kay terey wichon Rab disda

    Teri wakhri zamanay wichoon shaan aey x2
    Dola tu’hein sada deen tay iman aie x2
    Tere naam daa sadqa main khawan x2
    Kay tere wich Rab disda
    Rab disda
    Kay tere wich Rab disda

    Ik waar jay bag jagawain tey x2
    Ik war jay deed karawein tay x2
    Terey qadmaan toon sir na uthawan x2
    Kay tere vichon Rab disdaa
    Rab disdaa
    Kay tere vichon Rab disdaa

    Koi jag which naheen terey naal da x2
    Asaan phar leya pala lajpal da x2
    Terey bina kinoon dard sunawaan x2
    kay tere wichoon Rub disda
    Rub disda
    Kay tere wichoon Rub disda

    Sanoon terian judaiyan chana mariya x2
    Hoon aaja saday dilaan day sahariya x2
    Teri rahwan wich akhiyaan wichawaan x2
    Kay terey wichon Rab disda
    Rab disda
    Kay terey wichon Rab disda

    Teri siftan wich surah’tan siparay nay x2
    Do jahan teray qadmaan toon waray nay x2
    Teray geet main har walay gawan x2
    Kay teray wichoon Rab disda
    Rab disda
    Kay teray wichoon Rab disda

    Kehri gal sohna teray laye mahal aie x2
    Har walay tera Rab terey naal aye x2
    Kivain jag noon mein gal samjhawan x2
    Kay terey wichon Rub disda
    Rab disda
    Kay teray wichoon Rab disda

  5. Here are the lyrics to Marhaba Ya Mustafa by Milad Raza Qadri
    ENJOY!! =)

    Syedi anta habibi syedi anta habibi Syedi anta habibi syedi anta habibi x2

    Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa x2

    Naseeb chamke hein farshion kay x2
    Kay arsh kay chand aarahe hein
    Jhalak sey jin kee falak hey roshan x2
    Wo shams tashreef laa rahe hein

    Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa x2

    Nisaar teree chehel pehel pey hazaron eiden rabi-ul-awal
    Hazaron eiden rabi-ul-awal
    Nisaar teree chehel pehel pey hazaron eiden rabi-ul-awal
    Hazaron eiden rabi-ul-awal
    Siwa-e-iblees kay jahan main sabhee tho khushiyan mana rahe hein

    Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa x2

    Shab-e-wiladat main sab musalman na kyoon karain jaan-o-maal qurban
    Na kyoon karain jaan-o-maal qurban
    Shab-e-wiladat main sab musalman na kyoon karain jaan-o-maal qurban
    Na kyoon karain jaan-o-maal qurban
    Abu lahab jesey sakht kaafir x2
    Khushi main jab faiz pa rahe hein

    Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa x2

    Zamanain bhar main yeh qaaida hey kay jis ka kaana usee ka gaana
    Kay jis ka kaana usee ka gaana
    Zamanain bhar main yeh qaaida hey kay jis ka kaana usee ka gaana
    Kay jis ka kaana usee ka gaana
    Tho naymatain jin kee kaah rahe hein x2
    Unhee kay ham geet gaah rahe hein

    Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa x2

    Syedi anta habibi syedi anta habibi Syedi anta habibi syedi anta habibi x2

    Mein terey sadqay zameen-e-taiba fida na ho tuj pey kyoon zamana
    Fida na ho tuj pey kyoon zamana
    Mein terey sadqay zameen-e-taiba fida na ho tuj pey kyoon zamana
    Fida na ho tuj pey kyoon zamana
    Kay jin kee khatir banain zamanain x2
    Wo tuj main araam paa rahe hein

    Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa x2

    Jo qabar main un ko apnee paoon pakar kay daman machal hee jaoon
    Pakar kay daman machal hee jaoon
    Jo qabar main un ko apnee paoon pakar kay daman machal hee jaoon
    Pakar kay daman machal hee jaoon
    Jo dil main reh kay chupay thay mujse x2
    Woh aaj jalwa deka rahe hein

    Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa Marhaba ya mustafa marhaba ya mustafa x2

  6. Here are the lyrics to Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon by Milad Raza Qadri
    ENJOY!! =)

    Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana

    Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon,
    Meri Laaj Ko Nibhana x2
    Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana x2
    Mujhe Janata Hain sajaan, Terey Naam Se Zamana x2
    Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana

    Chaukat pe aa gaya hoon sarkaar aaj sunn lo
    sarkaar aaj sunn lo
    Chaukat pe aa gaya hoon sarkaar aaj sunn lo
    Meri dukh bhari kahanee mera dukh bhara fasana x2

    Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana

    Thayree Aashqee Se pehle Mujhe kaun janata Tha
    Mujhe kaun janata Tha
    Thayree Aashqee Se pehle Mujhe kaun janata Tha
    Teri ishq Ne Banadee Meri Zindagee Fasana

    Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana

    Mujhe iss ka gham naheen hai Kai badal gaya zamana
    Kai badal gaya zamana
    Mujhe iss ka gham naheen hai Kai badal gaya zamana
    Meri zindagee hain tumse kaheen tum badal na jaana x2

    Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana

    woh nawaz nay pay aye tho nawaz day zamana
    tho nawaz day zamana
    woh nawaz nay pay aye tho nawaz day zamana
    woh kareem hee jo taharay tho karam ka kya thikana x2

    Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana

    Terey naam se zahoori mujhe janatee hain dunya
    mujhe janatee hain dunya
    Terey naam se zahoori mujhe janatee hain dunya
    Terah ho gaya hoon jab se merah ho gaya zamana x2

    Main Bura Hoon Ya Bhala Hoon, Meri Laaj Ko Nibhana

  7. Here are the lyrics to Ya Rasoolallah Pukaro by Milad Raza Qadri
    ENJOY!! =)

    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah
    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah

    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah
    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah

    Jo Bi Unke Pyar Mein Kho Jata Hay
    Uspe Aaqa bee Karam Farmate Hain
    Jo Bi Unke Pyar Mein Kho Jata Hay
    Uspe Aaqa bee Karam Farmate Hain

    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah
    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah

    Hai Azal Se Husn Walo Ki Ada x2
    Chahne Walo Ko Woh Tarpate Hain

    Jo Bi Unke Pyar Mein Kho Jata Hay
    Uspe Aaqa Bi Karam Farmate Hain

    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah
    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah

    Zindagi milti hay Unko Daimi x2
    Jo bi unke ishq mein Mar Jate Hain

    Jo Bi Unke Pyar Mein Kho Jata Hay
    Uspe Aaqa Bi Karam Farmate Hain

    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah
    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah

    Unke Sadqe Zindagi ki Raunaqein x2
    unka khate hain unhi ka Gate Hein

    Jo Bi Unke Pyar Mein Kho Jata Hay
    Uspe Aaqa Bi Karam Farmate Hain

    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah
    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah

    Sari Dunia Unke Dar Ki Poshaki x2
    jo Meri Sarkar Kay Ban Jate Hain

    Jo Bi Unke Pyar Mein Kho Jata Hay
    Uspe Aaqa Bi Karam Farmate Hain

    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah
    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah

    Mein bhi hamsar arsh Ka Hojatee Hoon x2
    Jab woh khayalon ke angan mein aate hain

    Jo Bi Unke Pyar Mein Kho Jata Hay
    Uspe Aaqa Bi Karam Farmate Hain

    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah
    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah

    Jinki nazron mein Samaye Hain Hazoor x2
    Woh kisi ko kab nazron mein lathay hain

    Kabah kiya taqdeer phir jaye udhar x2
    Noor woh chehra jidhar farmate hain

    Jo Bi Unke Pyar Mein Kho Jata Hay
    Uspe Aaqa Bi Karam Farmate Hain

    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah
    Ya Rasool Allah Pukaro
    Ya Rasool Allah

RSS feed for this topic

Reply

You must log in to post.