backtick
backtick
backtick
(woh bi din aayega main madine jaoonga
karne roze ka deedar (2), main madine jaoonga ) MAIN
woh bi din aaye ga main madine jaaonga
dekha nahi un ka dar ab tak , kya hoga anjaan (2)
lekin mere dil ki k dhadkan deti hai pegam
marne se pehle ik baar (2), main madine jaonga
MAIN
kya gham hai ke jakre hue hain doori ki zanjeer (2)
mil jayegi mujh ko mere khuwaboon ki tabeer (2)
jis din chaheinge sarkar (2), main madine jaoonga
MAIN
mujh ko yakeen hai karam kareinge aamina bi ke laal (2)
un ko tou maloom hai yaaro mere dil ka haal (2)
kehte hain yeh dil ke taar (2), main madine jaoonga
MAIN
rehmat-e-alam shahe madina nabiyon ke sardar (2)
meri zeest main woh lamhe bi aajayeinge sarkar (2)
main bhi sab se kahoon har baar (2), main madine jaoonga
MAIN
josh-e-musarrat main a a kar , kaliyan khilengi dil ki (2)
un ka karam jab hoga ali tou raahon se mushkil ki
gir jaye gi har deewar (2), main madine jaoonga
MAIN
You must log in to post.