Ya hassan ya hassan ya hassan ya hassan (X7)
oh shaq ke laboon par he mola hassan ki baat
noori khuda ki baat ki noori kiran ki baat
oh shaq ke laboon par hain mola hassan ki baat
ye qul he panjatan ke hasee noori bagh ke X2
pyare nabi ki baat hai us gul badan ki baat X2
ya hassan, ya hassan , ya hassan X7
oh shaq ke laboon par he mola hassan ki baat X2
noori khuda ki baat ki noori kiran ki baat
oh shaq ke laboon par hain mola hassan ki baat
takhtee shahee ko tune kiya na pasand hai X2
tareef main rakam hai tere bak pan ki baat X2
ya hassan, ya hassan , ya hassan X7
oh shaq ke laboon par he mola hassan ki baat X2
noori khuda ki baat ki noori kiran ki baat
oh shaq ke laboon par hain mola hassan ki baat
husne hassan main noore nabi ki hai roshani X2
sarmaya aakhirat ka husne hassan ki baat X2
ya hassan, ya hassan , ya hassan X7
oh shaq ke laboon par he mola hassan ki baat X2
noori khuda ki baat ki noori kiran ki baat
oh shaq ke laboon par hain mola hassan ki baat
janat ke no jawawano sardar aap hai X2
iblees ke liye hai ranjo nihan ki baat X2
ya hassan, ya hassan , ya hassan X7
oh shaq ke laboon par he mola hassan ki baat X2
noori khuda ki baat ki noori kiran ki baat
oh shaq ke laboon par hain mola hassan ki baat
katil ka naam tak nahi shaan aya kiya X2
sajid chupai aap ne ye samo-zan ki baat X2
ya haasan X7